Pak Music
Bewafa
By
Shehzad Roy
Kia yehi thi teri dosti do kadam bhi na tu chal sakey
Kia yehi thi teri dosti do kadam bhi na tu chal sakey
Juthi rasmo se juthi kasmo se tunay ruswaa zamaney mai pyar ko kia
Tera waadon ka mai aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tujh pe kya kya mujhe maan tha
Aik tera hi armaan tha
Tujh pe kya kya mujhe maan tha
Aik tera hi armaan tha
Thi yeh meri khata, jaan kar bewafa mainay phir bhi tera intezar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Teri chahat mujhe na mili, kaisi hoti hai dil ki laghe
Teri chahat mujhe na meli kaisi hoti hai dil ki laghe
Mainay jaana yehi kia buri kia bhali ais mohabbat nay dil bekaraar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Phir bhi tujh se kia na gila
Bujh geyaa arzoo ka diya
Phir bhi tujh se kia na gila
Bujh geyaa arzoo ka diya
Soocha mainay tha kia kya hova kya mila
Waqat nay mujh pe janay yeh waar kyon kia
Teri wadoo ka mai nay aitebar kyon kia
Teri wadoo ka mai nay aitebar kyon kia
Kia yehi thi teri dosti do kadam bhi na tu chal saki
Kia yehi thi teri dosti do kadam bhi na tu chal saki
Juthi rasmoon say juthi kasmoon say tunay ruswaa zamanay mai pyar ko kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
Tera waadon ka mai nay aitebar kyon kia
www.pakmusic.20m.com
ALL RIGHTS RESERVED